#Hyderabad: Bandlaguda Police Station hudood ke Al Jubail Colony mein ek ladki ki pur-asraar m@ut ka maamla saamne aaya hai. Marhooma ke ghar walon ne sasural walon par sangin ilzamaat lagate hue insaaf ka mutalba kiya hai. Police maamle ki tahqeeqaat mein masroof hai.